simmonash bhan salaam jab menses hote hay to shalwar ko dag lag jata hay reshmi kapre se dhone k bad b nahi jata kia dhula hua kapra jiss pe dag ho us ko pehan kar namaz ho jati hay kia dhone k bad usay pehel ja sacta hay with menses dag???
ans.g han uss kapre ko phena ja sakta hy ye yaad rakheyegaa k najast k kapre ko dhone me ye quaida hota hy k jb ap napaak kapre ko doh to agr badboo chali jay or nishaan reh jay to kapra paak hy or agr nishaan chala jay pr badboo aati rahe to kapra pak ny wo napaak hy q k hazrate aayesha(radiyallaho anho)frmati hy k jb sarkaar(sallalhoalyhiwasllam)hambistari frmate to me apke kapre dhoti to nishan rehjata or ap(sallalahoalyhiwasllam)uss me namaaz ada frmate the. |