Urdu Sad Poetry In Roman Urdu And Hindi
zindagi mai aise bhi lamhe aate hai jab insaan ko urdu sad poetry se lagao ho jaata hai, aur woh saara saara din Sad poetry sunta rehta hai. kia aap ki zindagi mai bhi aise lamhe aaye hai, agar aaye hai tu on lamho kozehan mai rakh ker koi achchi si Urdu Sad poetry yaha post kare. aap apni pasandeeda sad poetry roman urdu aur roman hindi mai bhi post ker sakte hai. Khabon mein mery na tum aya karo Meri jaan mujhy na staya karo Aa kar jo deti ho khushiyan mujhy To ja kar mujhy na r ulaya karo Muntazir hon tum sy milny ko main Intazar mein na mujh ko tarpaya karo Jajti hai khushi chehry par tery Dekh kar mujhko bhi muskraya karo Na chhorna ALI ko kabhi bhi ay dost Khush reh kar khushian lutaya karo
|