itikaf in Ramadhaan
Masha Allah, Itikaaf 20 Rumdhan ko Ghroob-a-aftaab say phely Niyat kur kay ap apny ghur meah apny room meah bath sukti hen, or day and night Allah ki humd -o- Sunaa kurin rat ko Qiyaam-ul-layil kurin, en Taaq rato meah say ek rat huzaar maheeno say behtur hay ap nay os raat ko paa leya or oss meah Allah say mun chahaa mang leya tu yeh bot buri kamyabi hay, Itikaaf furz kufayaa hay yani Gaon mohaala meah koi ek bhe bath jay tu sub ki turaf say adaa ho jata hay, Gossul kur kay pak saf ho jayiin acha dress zab-a-tun kurin or Dil meay niyat kurin yaa zoban say adaa kurin dono theek hen kay, Aay Allah meah Rumzan kay last ten days kay sonnat Itakaf ki Niyat kurta hon ya kurti hon,
Itakaf ka main muqsad lala-tul -Quddur ko Taaq rato meah tulash kurna or ziyada say ziyada Allah ki ebadat kurna hota hay, during Itakaf ap ziyada say ziyada Quran ki tulawat kurin, Nuwafil or zikur uzkar kurin, or doniyaa say kut kay Allah ki ebadat kurin,
please visit:http://the-deen.co.uk/articles/itikaf-q-a/
|